• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Ko Pahron Thakati Hun Main

KHud Ko Pahron Thakati Hun Main

poet

ḳhud ko pahron thakati huun main

yaad ke but banati huun main

dhyan haTta nahin hai mira

dhyan tujh se haTati huun main

kaun tere siva hai mira

tujh ko apna banati huun main

jab mujhe yaad aata hai vo

do-jahan bhuul jaati huun main

ḳhvab hai teri chahat mujhe

ḳhvab ḳhud ko dikhati huun main

jal raha hai diye se diya

banTti huun to paati huun main

aaj nau saal puure hue

apni vahshat manati huun main

vaah va ki zarurat nahin

zaḳhm likh kar dikhati huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHuda Kah Kah Ke Jis Par Jaan Ware Ja Rahe Hain

Aa Jae Na Raat Kashtiyon Mein

Sab Yaqin Bech Kar Sab Guman Bech Kar

Ab masKHari Mat Kar chhoD Faqir

bilqis-zafirul-hasan

daman-E-Arzu Ke Kinare Samette

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet