• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Hi Taslim Bhi Karta Hun KHataen Apni

KHud Hi Taslim Bhi Karta Hun KHataen Apni

ḳhud hi taslim bhi karta huun ḳhata.en apni

aur tajviz bhi karta huun saza.en apni

koi dekhe to ada-kariyan karna us ka

band a.ine men karti hai ada.en apni

main suḳhan-var huun so ḳhamosh nahin rah sakta

main ne ankhon men basa.i hain sada.en apni

kya zamana tha ki ham ḳhuub jacha karte the

ab to mange ki si lagti hain qaba.en apni

maal hai paas na ham charb-zaban hain ‘mohsin’

shahr men kis tarah phir saakh bana.en apni

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Jaane Kab Se Main Gard-E-Safar Ki Qaid Mein Tha

Dastane Mein Sang Hai Baba

Shama-Ru Jalwa-Kunan Tha Mujhe Malum Na Tha

Hum Pyas Ke Maron Ka Is Tarah Guzara Hai

poet

Aashiq Hi Faqat Nahin Hai Janjalon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet