Khud Apne Sath dhoka Kyun Karun Main ḳhud apne saath dhoka kyuun karun main kisi saae ka pichha kyuun karun main use main bhuul jaana chahta huun magar ḳhud par bharosa kyuun karun main kabhi sochun ki ḳhud men lauT aa.uun kabhi sochun ki aisa kyuun karun main
Leave a Reply