• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Khidki Andhi Ho Chuki Hai

Khidki Andhi Ho Chuki Hai

adil-mansuri

khidki andhi ho chuki hai

dhuul ki chadar men apna munh chhupae

kaali sadken so chuki hain

dhuup ki nangi chudelon ke sulagte qahqahon se

ja-ba-ja pedon ke saae jal rahe hain

mez par gul-dan men hanste hue phulon se

mithe lams ki khushbu ka jharna bah raha hai

ek saaya aine ke kaan men kuchh kah raha hai

ahd-e-rafta ki gilahri

khub-surat dum uthae

roti ke tukde ko danton men dabae bhagti hai

ek makdi

maghribi kone men jaala bun rahi hai

shahr khali ho raha hai

kya tum apni zindagi se mutmain ho?

haan… nahin huun

khair jaane do… suno

masjid ka vo budha moazzin

khair ki janib bulata hai tumhen

apna gham kis se kahen

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Be Faeda Rakhta Nahin Sar Hathon Par

Sufi

Ek Jal-Thal Thi Kal Tak Ye Zamin Ye dasht Bhi Kal Tak dariya The

Tumhein Chaha Sabhi Ne Dil Samajh Kar

Tum Koi Is Se Tawaqqo Na Lagana Mare Dost

Abhi Maujud Thi Lekin Abhi Gum Ho Gai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet