• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHayal-O-KHwab Tak Taza Rahenge Jo Bhi Hoga

KHayal-O-KHwab Tak Taza Rahenge Jo Bhi Hoga

ḳhayal-o-ḳhvab tak taaza rahenge jo bhi hoga

jiyenge aur tiri ḳhatir marenge jo bhi hoga

tiri narazgi bhi ḳhatm karni hai abhi to

tamasha saadh kar joker banenge jo bhi hoga

tumhare bin guzara hai to mushkil yaar phir bhi

kisi surat bhi lekin ham karenge jo bhi hoga

tiri yadon ke jalte diip hain in taqchon men

diyon ko har ghaḌi raushan rakhenge jo bhi hoga

mohabbat ke nahin ye ashiqi ke diin par hain

ye dariya aise hi ulTe bahenge jo bhi hoga

ye marna marna vaise laga rahna hai ham men

vatan par jaan ham de kar marenge jo bhi hoga

suna hai ‘kamil’ aaya hai abhi dasht-e-junun se

chalo ham bhi use milne chalenge jo bhi hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Agar Meri Jabin-e-Shauq Waqf-e-Bandagi Hoti

Ye Mana Nindon Se Aksar Fareb Khate Rahe

shah-naseer

Main Zoaf Se Jun Naqsh-E-Qadam Uth Nahin Sakta

Nazr-E-Tauba Hum Karenge Mai-Parasti Ek Din

Bala Se Koi Hath Malta Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet