• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHayal-E-Hijr Mein Ab Jo Bhi Saneha Hoga

KHayal-E-Hijr Mein Ab Jo Bhi Saneha Hoga

ḳhayal-e-hijr men ab jo bhi saneha hoga

vahi to phir se naya ek silsila hoga

kise ḳhabar thi ki is raushni ki chadar men

hamara ishq men phulon se rabta hoga

amir-e-shahr ko paigham mil bhi jaa.e to

gharib-e-shahr ka koi na aasra hoga

na.e ufuq se gurezan na ho mire hamdam

purani soch se ab ye na faisla hoga

ḳhuda ka shukr dua.en jo rang laa.i hain

likhungi lafz main jo bhi vo barmala hoga

sunenge log ye jab bhi miri kahani ko

hisar-e-zat ke qaidi ka majra hoga

ajiib haal hai andar ki ḳhalfashari ka

kise ḳhabar thi ki aisa ye hadisa hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jurm Tera Na Sahi Meri Saza KHub Sahi

poet

Mushkil Mein Raha Wo Bhi Ki Tadbir Na Tha Main

Suno to Zara Ye aaKHir-E-Shab Nafir-E-Dua Ajib Si Hai

ain-tabish

Khaksari Thi Ki Bin dekhe Hi Hum Khak Hue

Us Zulf Ke KHayal Ka Milna Muhaal Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet