• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHat Koi Pyar Bhara Likh Dena

KHat Koi Pyar Bhara Likh Dena

ḳhat koi pyaar bhara likh dena

mashvara likhna dua likh dena

koi divar-e-shikasta hi sahi

us pe tum naam mira likh dena

kitna saada tha vo imkan ka nasha

ek jhonke ko hava likh dena

kuchh to akash men tasvir sa hai

muskura de to ḳhuda likh dena

barg-e-aḳhir ne kaha lahra ke

mujhe mausam ki ana likh dena

haath lahrana hava men us ka

aur paigham-e-hina likh dena

sabz ko sabz na likhna ‘bani’

fasl likh dena faza likh dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Aai Sham-E-Gham Waqf-E-Bala Hone Ka Waqt Aaya

Hawa-E-Tund Hai Be-Samt-O-Be-Qarina Bhi

Aankh Ki Zid Ko Hamesha Hi Se Bahlaya Gaya

KHak Hoti Hui Hasti Se uTha

Gar Mujhe Meri Zat Mil Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet