• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Kahan Tak Ja Sakta Hai

Kaun Kahan Tak Ja Sakta Hai

rehana-roohi

kaun kahan tak ja sakta hai

ye to vaqt bata sakta hai

ishq men vahshat ka ik shoala

ghar ko aag laga sakta hai

jazbon ki shiddat ka suraj

zanjiren pighla sakta hai

teri aamad ka ik jhonka

ujda shahr basa sakta hai

aine men jurat ho to

aks bhi surat pa sakta hai

ankhon men thahra ik manzar

raah men gard uda sakta hai

tujh ko paiham sochne vaala

khvab ko haath laga sakta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Jaan Husn-E-Afsar-E-KHuban Tumhin to Ho

Sufi

Na-didam Az Jahan Az Kis Wafae

ismail-merathi

Koi din Ka Aab-O-dana Aur Hai

Taeron Ki uDan Mein Hum Hain

fatima-hasan

Ruka Jawab Ki Khatir Na Kuchh Sawal Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet