• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jadu-Tona Jaanta Hai

Jadu-Tona Jaanta Hai

jadu-Tona janta hai

gha.eb hona janta hai

dost hai vo gahra lekin

dushman hona janta hai

teri aahaT ko us ghar ka

kona kona janta hai

rishton ki turpai karna

siina pirona janta hai

bachchon ko vo hire-moti

chandi-sona janta hai

paap nahin hai jis ke dil men

chain se sona janta hai

apne matlab ki ḳhatir vo

sab kuchh hona janta hai

hansna aa jaata hai us ko

jo bhi rona janta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajib Waqia Tha Usko Apne Ghar Lana

Husn-E-Be-Parwa Ne Jab Chaha Huwaida Ho Gaya

Sang-E-Dar Us Ka Har Ek Dar Pe Laga Milta Hai

Hum Ko Masti O KHwari Aai

meer-taqi-meer

Aah Aur Ashk Hi Sada Hai Yan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet