• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Kaun Aaya Ki Nigahon Mein Chamak Jag Uthi

Kaun Aaya Ki Nigahon Mein Chamak Jag Uthi

sahir-ludhianvi

kaun aaya ki nigahon men chamak jaag uthi

dil ke soe hue taron men khanak jaag uthi

kis ke aane ki khabar le ke havaen aaiin

jism se phuul chatakne ki sadaen aaiin

ruuh khilne lagi sanson men mahak jaag uthi

dil ke soe hue taron men khanak jaag uthi

kis ne yuun meri taraf dekh ke bahen kholin

shokh jazbat ne siine men nigahen kholin

hont tapne lage zulfon men lachak jaag uthi

dil ke soe hue taron men khanak jaag uthi

kis ke hathon ne mire hathon se kuchh manga hai

kis ke khvabon ne mire khvabon se kuchh manga hai

dil machalne laga anchal men dhanak jaag uthi

dil ke soe hue taron men khanak jaag uthi

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bikhere Zulf ruKH Par Kaun Ye Baala-E-Baam Aaya

naz-butt

Mohabbat Nur Hai Jaanan

Main Tujhko Sochne baiThi to Ye KHayal Aaya

Nam Aankhon Mein Kya Kar Lega Ghussa Dekhenge

Kya Kahiye Dastan-E-Tamanna Badal Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet