• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kash Tufan Mein Safine Ko Utara Hota

Kash Tufan Mein Safine Ko Utara Hota

parveen-fana-syed

kaash tufan men safine ko utara hota

duub jaata bhi to maujon ne ubhara hota

ham to sahil ka tasavvur bhi mita sakte the

lab-e-sahil se jo halka sa ishara hota

tum hi vaqif na the adab-e-jafa se varna

ham ne har zulm ko hans hans ke sahara hota

gham to khair apna muqaddar hai so is ka kya zikr

zahr bhi ham ko ba-sad-shauq gavara hota

baghban teri inayat ka bharam kyuun khulta

ek bhi phuul jo gulshan men hamara hota

tum par asrar-e-fana raz-e-baqa khul jaate

tum ne ek baar to yazdan ko pukara hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sag-E-Laila Ke Naqsh-E-Pa Hain Hum

Chadar Ko Khinchte Hain Jagate Hain Raat Mein

KHwabon Ki Rahguzar Se KHayalon Ki Rah Se

ali-sardar-jafri

Wahi Husn-E-Yar Mein Hai Wahi Lala-Zar Mein Hai

Ai Dil KHushi Ka Zikr Bhi Karne Na De Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet