• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kash Mil Jae Ham-Mizaj Koi

Kash Mil Jae Ham-Mizaj Koi

poet

kaash mil jaa.e ham-mizaj koi

mere gham ka bhi ho ilaaj koi

jaag kar raat jab guzarni ho

DhunD leta huun kam-kaj koi

andar aane ka dar to band hua

kaise dil par karega raaj koi

dosto vaqt ki zarurat hai

phir bana.en naya samaj koi

ma.azarat chahte hain milne se

yaad aaya hua hai aaj koi

chup ka taala laga ke honTon par

karta rahta hai ehtijaj koi

iḳhtiyar is qadar to ho ‘fa.ez’

Daal jaa.en naya rivaj koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tere palaT Aane Se Dil Ko Aur Ek Sadma Hua

Nigah Dil Ke Liye Jal Ke Musawi Hai

Tu Na Tha Teri Tamanna Dekhne Ki Chiz Thi

Jis Rose Se Apna Mujhe Idrak Hua Hai

KHud Se Koi Mukar Gaya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet