kanhayya ki tarah pyare tiri ankhiyan ye sanvariyan
karengi hind men daava khudai ka ham atkaliyan
hua hai ham kuun duniyan men mayassar sair jannat ka
milin hain zauq siin phirne kuun apne yaar ki galiyan
miyan kahne siin un kutte raqibon ke tum ashiq par
ite jo gurfi’shi karte ho ye baten nahin bhaliyan
esi kyuun rasmasi marjan aur kyuun laal hain ankhiyan
agar tum niin kari nahin ghair siin mil raat rang-raliyan
Leave a Reply