• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kam-Tar Ya Beshtar Gae Hum

Kam-Tar Ya Beshtar Gae Hum

poet

kam-tar ya beshtar gae ham

us dar se ba-chashm-e-nam gae ham

ik gul na chuna ham us chaman se

le apna hi musht-e-par gae ham

baize se nikalte hi sar haif

yuun qaid-e-qafas men pad gae ham

bin yaar laga na dil kidhar bhi

jitna ki idhar udhar gae ham

kya duur se muskura ke sarka

kal us ki nazar jo pad gae ham

duniya ka va diin ka ham ko kya hosh

mast aae va be-khabar gae ham

us jan-e-aziz ne na puchha

jiite hain ya ki mar gae ham

kuchh kaam na tha hamen kisi se

lene dil ki khabar gae ham

itni muddat ke baad ‘hasrat’

kal raat jo us ke ghar gae ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang Sare Apne Andar Raftagan Ke Hain

Rakha Hai Bazm Mein Usne Charagh Kar Ke Mujhe

Sufi

Bashar Bashar Se Gurezan Hai dekhiye Kya Ho

Dekhen Aaine Ke Manind Sahen Gham Ki Tarah

poet

dekha Jo Marg To Marna Ziyan Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet