• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kali Kali Ko Diya Baghban Lahu Humne

Kali Kali Ko Diya Baghban Lahu Humne

poet

kali kali ko diya baghban lahu ham ne

kiya hai tujh ko gulistan men surḳh-ru ham ne

ḳhuda ke vaste us be-vafa ka naam na lo

kiya hai chak-e-gareban abhi rafu ham ne

ḳhizan ke daagh miTe kab gulon ke daman se

tujhe bhi dekh liya mausam-e-numu ham ne

ḳhamosh rah ke tire tund-o-talḳh lahje par

badal diya tira andaz-e-guftugu ham ne

chaman ka rang nikharta hai jis ke partav se

bikher di vo tajalli bhi char-su ham ne

samajh na paa.e vo ab tak qubul-o-rad kaisa

ajiib rang men ki sharh-e-arzu ham ne

‘nasir’ ḳhaam hai ab bhi ḳhayal tauba ka

fuzul toḌ diye saghar-o-subu ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Bilkul Nahin Wallah Nahin Hai

poet

Dhund Ka Aankhon Par Hoga Parda Ek Din

Hazar Kahta Raha Main Ki Yar Ek Minute

Hai Intizar Muqaddar to Intizar Karo

Ye Dil Duniya Se Baz Aane Laga Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet