• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kal Raat Wo jhagaDti Rahi Baat Baat Par

Kal Raat Wo jhagaDti Rahi Baat Baat Par

kal raat vo jhagaḌti rahi baat baat par

aur main kitab likhta raha ka.enat par

kya sochiye ki soch se aage hai zindagi

pahre laga rakhe hain kisi ne hayat par

kya dastan suna.iye us ke visal ki

kya tabsira kare koi sahra ki raat par

shayad miri ana mire lahje pe hai muhit

shak ho raha hai us ko mire iltifat par

tere baghair lagta hai goya ye zindagi

tanqid kar rahi hai miri ḳhvahishat par

phir us ne miri ḳhu men mujhe qaid kar diya

ik ḳhvab sa lapeT diya meri zaat par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi

KHun-Rang Hui Sham Shafaq Se Bhi Ziyaada

ahmad-mahfuz

Log Kahte The Wo Mausam Hi Nahin Aane Ka

Koi Sitara-E-Shab Ya Ghubar Tha Wo Bhi

poet

Daraaz Gesu Damakte Aariz Kaman Abru Azab Aankhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet