• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kajal Sham Ki Aankh Se Dhalke Aanchal Tere Shane Se

Kajal Sham Ki Aankh Se Dhalke Aanchal Tere Shane Se

poet

kajal shaam ki aankh se Dhalke anchal tere shane se

aur zara gham bhi le aa.en yadon ke virane se

kya us ne socha hoga jab ḳhat mera pahuncha hoga

soch raha huun dekh aa.uun main ja kar kisi bahane se

chahat ke do badan shahar men alag alag kyon rahte hain

Takrane ki himmat bhi thi jab be-dard zamane se

sone chandi ki divaren Dah dena asan na tha

lekin tum to bahak ga.e is duniya ke bahkane se

ujaḌ ga.i jab pyaar ki mahfil chale ga.e sab dil vaale

tanha raahe bahal raha hai maazi ke afsane se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har Zaban Par Hai Guftugu Teri

zehra-nigaah

Ye Hukm Hai Ki Andhere Ko Raushni Samjho

poet

Qatil-E-Alam Se Kya Yarana Hai

poet

Sukun-E-Qalb Mayassar Kise Jahan Mein Hai

akbar-allahabadi

Har Ek Ko Naukri Nahin Milne Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet