• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Dukh Kitni Chah Se Dekha

Kaise Dukh Kitni Chah Se Dekha

kaise dukh kitni chaah se dekha

tujhe kis kis nigah se dekha

shiddat-e-la-zaval se chaha

hasrat-e-be-panah se dekha

itna socha tujhe ki duniya ko

ham ne teri nigah se dekha

shauq kya ghair-mo’tabar Thahra

tu ne jab ishtibah se dekha

apni tarik zindagi men tujhe

ḳhub-tar mahr o maah se dekha

ahl-e-dil par tiri kashish ka asar

apne hal-e-tabah se dekha

dushmanon se jo gham na dekha tha

koshish-e-ḳhair-ḳhvah se dekha

gham giran-tar hai koh se jaana

ham subuk-tar hain kaah se dekha

da.imi duriyon ka sadma ‘ziya’

sarsari rasm-o-rah se dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Tawil Si Rahen Safar Wahi Tanha

Fulan Se Dekho Falane Ki Baat Karta Hai

Kuchh Bhi Dushwar Nahin Azm-E-Jawan Ke Aage

Ek Gham Hai Use Apna Jaanen

ahmad-ata

Ek Ashk Baha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet