• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Afsun The Wahan Kaise Fasane The Udhar

Kaise Afsun The Wahan Kaise Fasane The Udhar

ain-tabish

kaise afsun the vahan kaise fasane the udhar

zindagi tujh se ta.alluq ke bahane the udhar

kya ajab ḳhvab ke ḳhushbu ke Thikane the udhar

ab to kuchh yaad nahin kaun zamane the udhar

ye nahin yaad ki vo baagh tha kis kuche men

is qadar yaad hai kuchh phuul khilane the udhar

ek basti thi hui vaqt ke andoh men gum

chahne vaale bahut apne purane the udhar

ham idhar aae to vo arz-e-karam chuTegi

mamlikat ishq ki thi gham ke ḳhazane the udhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hasil Kisi Se Naqd-E-Himayat Na Kar Saka

ishrat-afreen

Madfan

Kash Sunte Wo Pur-Asar Baaten

Bijliyan TuT paDin Jab Wo Muqabil Se uTha

Ruh Ko Pahle KHaksar Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet