• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahun Kya Dil uDane Ka Tera Kuchh Dhab Nirala Tha

Kahun Kya Dil uDane Ka Tera Kuchh Dhab Nirala Tha

kahun kya dil uḌane ka tira kuchh Dhab nirala tha

vagarna har tarah se ab talak to main sambhala tha

kahan ab khul ke vo rona kidhar vo ashk ki shorish

kabhu kuchh phuuT bahta hai jigar par vo jo chhala tha

hua avara-e-dasht-o-bayaban dekhte apne

vo tifl-e-ashk jo ulfat se ankhon biich paala tha

tira gham kha gaya mera kaleja dil sabhi yak baar

hua hoga kahan se ser ye to ik nivala tha

abhi to lag na chalna tha ‘asar’ us gul-badan ke saath

koi din dekhna tha zaḳhm-e-dil be-tarah aala tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahna Ho Jo Bhi Saf Kaho Be-Jhijak Kaho

Main Kya Karun Yahin Karna Hai Intizar Mujhe

pirzada-qasim

Khizan Mausam Nahin Hai

poet

Hai dil Ko Mere Aariz-E-Jaanan Se Irtibaat

Dard-E-Dil Ki Dawa Na Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet