• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahani Likhte Hue dastan Sunate Hue

Kahani Likhte Hue dastan Sunate Hue

saleem-kausar

kahani likhte hue dastan sunate hue

vo so gaya hai mujhe khvab se jagate hue

diye ki lau se chhalakta hai us ke husn ka aks

singar karte hue aina sajate hue

ab is jagah se kai raste nikalte hain

main gum hua tha jahan rasta batate hue

pukarte hain unhen sahilon ke sannate

jo log duub gae kashtiyan banate hue

phir us ne mujh se kisi baat ko chhupaya nahin

vo khul gaya tha kisi baat ko chhupate hue

mujhi men tha vo sitara-sifat ki jis ke liye

main thak gaya huun zamane ki khaak udate hue

mazaron aur munderon ke rat-jagon men ‘salim’

badan pighalne lage hain diye jalate hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Ab Se Pahle Tha Lahja Nahin Wo Aaj Mera

Aap Sultan Hua Kije Gada Hum Bhi Nahin

Mere Afkar-O-KHayalat Ka Mehwar Tum Ho

Aankh Mein Jalwa Tera Dil Mein Teri Yaad Rahe

Nahin Hai Are Ye Baghawat Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet