Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Kaha Mano Mohabbat Mein Zarar Hai

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Lala Madhav Ram Jauhar
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

kaha maano mohabbat men zarar hai

tabiat ko sambhalo dil kidhar hai

khuda jaane kaha ghairon se kya aaj

na vo dil hai na vo un ki nazar hai

ajab manzil pe mujh ko ishq laaya

na rasta hai na koi rahbar hai

vo kaahe ko yahan aenge ai dil

yunhi kahte hain sab jhuti khabar hai

na aao is taraf ai hazrat-e-ishq

chale jaao gharibon ka ye ghar hai

More Poems

Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya

Hijr Mein Gham Ki Chadhai Hai Ilahi Tauba

Aaftab Ab Nahin Nikalne Ka

Awwal To Ye dhaj Aur Ye Raftar Ghazab Hai

Mar Gae Ai Wah Unki Naz-Bardari Mein Hum

Gujraat Ki Raat

Jis din Tum Aa Ke Humse Ham-Aghosh Ho Gae

dekha Hai Zindagi Ko Kuchh Itna Qarib Se

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.