• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Wo Misl-E-Gul Mujhe Misal-E-Khaar Chahiye

Kabhi Wo Misl-E-Gul Mujhe Misal-E-Khaar Chahiye

tanveer-anjum

kabhi vo misl-e-gul mujhe misal-e-khar chahiye

kabhi mizaj-e-mehrban vafa-shiar chahiye

jabin-e-khud-pasand ko saza-e-dard yaad ho

sar-e-junun-kosh men khayal-dar chahiye

fareb-e-qurb-e-yar ho ki hasrat-e-supurdagi

kisi sabab se dil mujhe ye be-qarar chahiye

gham-e-zamana jab na ho gham-e-vajud dhund luun

ki ik zamin-e-jan jo hai vo daghdar chahiye

vo azmaish-e-junun vo imtihan-e-be-khudi

vo sohbat-e-tabah-kun phir ek baar chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Bikte Hain Shahr Mein Gul-E-Be-Khaar Har Taraf

Aaina Pyar Ka Ek Aks Tera Mange Hai

Mujhe Jo shaKHs Qalandar Dikhai Deta Hai

miT Gae Naqsh Sabhi Dil Ke Dikhaun Kaise

aftab-hussain

Ye Jabr Bhi Hai Bahut Ikhtiyar Karte Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet