• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chalte Chalte Chale Aae Hain Pareshani Mein

Chalte Chalte Chale Aae Hain Pareshani Mein

poet

chalte chalte chale aa.e hain pareshani men

ḳhvab to dab chuke is kuche ki virani men

toḌ kar paanv paḌe hain ki vo himmat na rahi

uḌte badal the kabhi chak-girebani men

hijr ki raah men chalte rahe girte-paḌte

saath kuchh bhi na liya be-sar-o-samani men

us shahanshah ko main kaise shahanshah kahun

sarhaden TuTti hon jis ki jahanbani men

pahunche manzil pe to hasil tha faqat yas-o-hiras

umr ik biit ga.i silsila jumbani men

us ke jaane pe ye ehsas hua hai ‘shahid’

vo jazira tha mira dukh se bhare paani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhaari Yaad Mein Kuchh Yun Nae Mausam Banata Hun

Na Mauj-E-Baada Na Zulfon Na in ghaTaon Ne

Zaban Se Dil Ka Fasana Ada Kiya Na Gaya

akbar-allahabadi

Khushi Kya Ho Jo Meri Baat Wo But Man Jata Hai

Dil Ne Jab Se Ye choT Khai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet