• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Ojhal Kabhi Pesh-E-Nazar Hai

Kabhi Ojhal Kabhi Pesh-E-Nazar Hai

kabhi ojhal kabhi pesh-e-nazar hai

mohabbat men shararat ka asar hai

lachak ja.egi shaḳh-e-gul kahan par

nazakat se vo apni be-ḳhabar hai

ada.en dil pe dastak de rahi hain

mohabbat guftugu se bala-tar hai

unhen haq hai vo mujh se ruuTh jaa.en

magar dil men rahen ye un ka ghar hai

ḳhayalon men raha karta hai har dam

bichhaḌ kar bhi vo mera ham-safar hai

agar mumkin ho ḳhushbuon se bhar do

kahani zindagi ki muḳhtasar hai

jhuka.egi use kya ḳhaak duniya

ḳhuda ke samne jhukta jo sar hai

milegi manzil-e-‘maqsud’ ik din

abhi shadab ḳhvahish ka shajar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajib shaKHs Hai Patthar Se Par Banata Hai

Lutf Hi Lutf Hai Jo Kuchh Hai Inayat Ke Siwa

ajiz-matvi

Kuchh Sazgar Jab Mere Haalat Bhi Nahin

Mausam Ne ruKHsati Jo Sunai Bahaar Ki

shahryar

Aasman Kuchh Bhi Nahin Ab Tere Karne Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet