• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Mili Jo Tere Dard Ki Nawa Mujhko

Kabhi Mili Jo Tere Dard Ki Nawa Mujhko

kabhi mili jo tire dard ki nava mujh ko

ḳhamoshiyon ne mujhi se kiya juda mujh ko

badan ke suune khanDar men kabhi jala mujh ko

main teri ruuh ki zau huun na yuun bujha mujh ko

main apni zaat ki ham-sa.egi se Darta huun

mire qarib ḳhuda ke liye na la mujh ko

main chup huun apni shikast-e-sada ki vahshat par

mujhe na bolna paḌ jaa.e mat bula mujh ko

ye main tha ya mire andar ka ḳhauf tha jis ne

tamam umr di tanha.i ki saza mujh ko

bhaTak raha huun main be-samt raston ki tarah

kisi bhi samt ka ho rasta dikha mujh ko

har ik ne dekha mujhe apni apni nazron se

koi to meri nazar se bhi dekhta mujh ko

samo ke ankhon men umDi ghaTa.en ai ‘azad’

vo ek dard ka sahra bana gaya mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-hamesh

Jism Ka Nizam

KHwab Palkon Pe Meri Aa Ke Machal Jate Hain

poet

Zat Uski Koi Ajab Shai Hai

ismail-merathi

Pan Chakki

Su-E-Manzil Na Jo Rawan Honge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet