• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta

Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta

nida-fazli

kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta

kahin zamin kahin asman nahin milta

tamam shahr men aisa nahin khulus na ho

jahan umiid ho is ki vahan nahin milta

kahan charagh jalaen kahan gulab rakhen

chhaten to milti hain lekin makan nahin milta

ye kya azaab hai sab apne aap men gum hain

zaban mili hai magar ham-zaban nahin milta

charagh jalte hain binai bujhne lagti hai

khud apne ghar men hi ghar ka nishan nahin milta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ai Yas Mera Ghar Tera Maskan to Nahin Hai

Ba-Asani Kahin Shadan Dil-E-Nashad Hota Hai

Harza-Sarai Bain-E-suKHan Aur baDh Gai

poet

Har-Chand Dukh-Dahi Se Zamane Ko Ishq Hai

poet

Is Arz Ke taKHte Par Sansar Hai Aur Main Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet