• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Ek Maqam Pe Rukti Hai Sar-Phiri Hai Hawa

Kab Ek Maqam Pe Rukti Hai Sar-Phiri Hai Hawa

bilqis-zafirul-hasan

kab ik maqam pe rukti hai sar-phiri hai hava

tamam shahr o bayaban ko chhanti hai hava

nasib-e-pa-e-junun hai sada ki dar-badri

hava-e-jada-o-manzil men kab chali hai hava

ye pech-o-tab hai kaisa sabab nahin khulta

bana bana ke bagule bigadti hai hava

sivae khaak na kuchh haath aaj tak aaya

sarab ret se sahra men chhanti hai hava

ghazab ka ghaiz o ghazab tha jo ham na bikhre the

bikhar gae hain to kaisi dari khadi hai hava

ukhad tod ke basti ke sab makanon ko

chhipi khandar men pashiman ro rahi hai hava

vo ek baat jo khud se bhi ham na kahte the

zaban zaban pe vahi baat dhar gai hai hava

tamam laala o gul ke charagh raushan hain

shajar shajar pe shagufon men jal rahi hai hava

kab apna haath pahunchta gulab tak ‘bilqis’

mire nasib se shakhon men ja phansi hai hava

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Itni Shiddat Se Gale Mujhko Lagaya Hua Hai

poet

Kaha Jo Usne Ki Kahiye to Kuchh Gila Kya Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Kunj-E-Zindan Mein Pada Sochta Hun

Saghar uTha Ke Zohd Ko Rad Humne Kar Diya

allama-iqbal

Khudi Ki Khalwaton Mein Gum Raha Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet