• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun-E-dil Na Sirf Itna Ki Ek Gul Pairahan Tak Hai

Junun-E-dil Na Sirf Itna Ki Ek Gul Pairahan Tak Hai

majrooh-sultanpuri

junun-e-dil na sirf itna ki ik gul pairahan tak hai

qad o gesu se apna silsila dar-o-rasan tak hai

magar ai ham-qafas kahti hai shorida-sari apni

ye rasm-e-qaid-o-zindan ek divar-e-kuhan tak hai

kahan bach kar chali ai fasl-e-gul mujh abla-pa se

mire qadmon ki gul-kari bayaban se chaman tak hai

main kya kya juraa-e-khun pi gaya paimana-e-dil men

bala-noshi miri kya ik mai-e-saghar shikan tak hai

na akhir kah saka us se mira hal-e-dil-e-sozan

mah-e-taban ki jo us ka sharik-e-anjuman tak hai

nava hai javedan ‘majruh’ jis men ruh-e-saat ho

kaha kis ne mira naghma zamane ke chalan tak hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bujhai Hai Teri Nazron Se Aksar Tishnagi Maine

asrarul-haq-majaz

Inqalab

ahmad-shahryar

Aaina Ban Ke Apna Tamasha dikhaen Hum

Musalsal Ashk-Bari Kar Raha Tha

poet

Rahi Taraf-E-Mulk-E-Adam Hoi Chuka Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet