• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Tu Ho Pas To dekhun Bahaar Aankhon Se

Jo Tu Ho Pas To dekhun Bahaar Aankhon Se

poet

jo tu ho paas to dekhun bahar ankhon se

vagarna karte hain gul kar-e-khar ankhon se

kahan hai tu ki men khinchun huun raah men teri

bisan-e-naqsh-e-qadam intizar ankhon se

zi-bas ki atish-e-gham shola-zan hai siine men

girin hain ashk ki jagah sharar ankhon se

main yaad kar dur-e-dandan-e-yar rota huun

tapakte hain guhar-e-ab-dar ankhon se

tuk aa ke dekh tu ai sarv-qad mira ahval

ravan hai gham men tire juebar ankhon se

chadhaun dasta-e-nargis mazar-e-majnun par

jo dekhun aaj main ru-e-nigar ankhon se

chaman men kal koi tujh sa pari nazar na pada

agarche dekhe hain ja kar hazar ankhon se

hua hai dida-e-‘bedar’ gul-fishan jab se

gira hai tab se ye abr-e-bahar ankhon se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nahin kaTta Hai Ye Maidan-E-Bala

Falak Pe Chand Hai Aur Pas Ek Sitara Hai

poet

Teri Ulfat Mein Jitni Meri Zillat baDhti Jati Hai

Mausam-E-Hijr Ki Dil-Soz Nishani Dega

Didani Hai Bahaar Ka Manzar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet