• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Muddaton Mein Kisi Shokh Ka Shabab Aaya

Jo Muddaton Mein Kisi Shokh Ka Shabab Aaya

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

jo muddaton men kisi shokh ka shabab aaya

rahin-e-daman-o-minnat-kash-e-hijab aaya

numud-e-sham hui vaqt-e-iztirab aaya

jahan-e-ishq-o-mohabbat men inqalab aaya

junun men ziist thi apni tilism-e-bedari

qaza ne aa ke sulaya to ham ko khvab aaya

na dil men dard hi baaqi hai ab na aankh men ashk

akhir vaqt hai payan-e-iztirab aaya

bas ab tamam hua intizar qasid ka

ki zindagi ki taraf se hamen javab aaya

ghazab thi bazm men saaqi ki tarz-e-mastana

bhara hua na koi saghar-e-sharab aaya

nizam-e-alam-e-furqat khilaf-e-qudrat tha

na mahtab hi nikla na aftab aaya

‘nazar’ iqamat-e-duniya ki khatm muddat hai

ki ham bhi piir hue vaqt-e-pa-turab aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dagh Baiana Husn Ka Na Hua

rumana-rumi

Kya Mita doge Nam Phulon Ka

Na-Ehtiram Ka Bas Ehtiram Kar baiThe

Ras Un Aankhon Ka Hai Kahne Ko Zara Sa Pani

Kuchh Pane Ki Hasrat Mein Jal Jaane Chale Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet