• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Ho Ek Bar Wo Har Bar Ho Aisa Nahin Hota

Jo Ho Ek Bar Wo Har Bar Ho Aisa Nahin Hota

nida-fazli

jo ho ik baar vo har baar ho aisa nahin hota

hamesha ek hi se pyaar ho aisa nahin hota

har ik kashti ka apna tajraba hota hai dariya men

safar men roz hi manjdhar ho aisa nahin hota

kahani men to kirdaron ko jo chahe bana diije

haqiqat bhi kahani-kar ho aisa nahin hota

kahin to koi hoga jis ko apni bhi zarurat ho

har ik baazi men dil ki haar ho aisa nahin hota

sikha deti hain chalna thokaren bhi rahgiron ko

koi rasta sada dushvar ho aisa nahin hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wafadaron Pe Aafat Aa Rahi Hai

aftab-shamsi

der Tak Raat Andhere Mein Jo Maine dekha

ahmad-khayal

Sukut Todne Ka Ehtimam Karna Chahiye

Dekhne Usko Koi Mere Siwa Kyun Aae

Aarzu-E-Visal Kya Matlab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet