• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Be-Sabaat Ho Us Sarkhushi Ko Kya Kije

Jo Be-Sabaat Ho Us Sarkhushi Ko Kya Kije

noon-meem-rashid

jo be-sabat ho us sarkhushi ko kya kiije

ye zindagi hai to phir zindagi ko kya kiije

ruka jo kaam to divangi hi kaam aai

na kaam aae to farzangi ko kya kiije

ye kyuun kahen ki hamen koi rahnuma na mila

magar sarisht ki avargi ko kya kiije

kisi ko dekh ke ik mauj lab pe aa to gai

uthe na dil se to aisi hansi ko kya kiije

hamen to aap ne soz-e-alam hi bakhsha tha

jo nuur ban gai us tirgi ko kya kiije

hamare hisse ka ik jura bhi nahin baaqi

nigah-e-dost ki mai-khangi ko kya kiije

jahan gharib ko nan-e-javin nahin milti

vahan hakim ke dars-e-khudi ko kya kiije

visal-e-dost se bhi kam na ho saki ‘rashid’

azal se paai hui tishnagi ko kya kiije

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Meri shanaKHt Ke Har Naqsh Ko miTata Hai

Ye Mana Us Taraf Rasta Na Jae

KHamoshi Tak to Ek Sada Le Gai Mujhe

ali-sardar-jafri

Khirad Walo Junun Walon Ke Viranon Mein Aa Jao

khiDkiyan Sab Band Kamron Aur Dalanon Ke Bich

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet