• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Jiyo To Aise Jiyo Jaise Sab Tumhaara Hai

Jiyo To Aise Jiyo Jaise Sab Tumhaara Hai

sahir-ludhianvi

jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai

maro to aise ki jaise tumhara kuchh bhi nahin

ye ek raaz ki duniya na jis ko jaan saki

yahi vo raaz hai jo zindagi ka hasil hai

tumhin kaho tumhen ye baat kaise samjhaun

ki zindagi ki ghutan zindagi ki qatil hai

har ik nigah ko qudrat ka ye ishara hai

jahan men aa ke jahan se khinche khinche na raho

vo zindagi hi nahin jis men aas bujh jaae

koi bhi pyaas dabae se dab nahin sakti

isi se chain milega ki pyaas bujh jaae

ye kah ke mudta hua zindagi ka dhara hai

ye asman ye zamin ye faza ye nazzare

taras rahe hain tumhari miri nazar ke liye

nazar chura ke har ik shai ko yuun na thukrao

koi sharik-e-safar dhund lo safar ke liye

bahut qarib se main ne tumhen pukara hai

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Arsh-E-KHuda KHamosh Hai Tahtus-Sara Mein Chup

azra-abbas

Self-Portrait

momin-khan-momin

Shokh Kahta Hai Be-Haya Jaana

Sitam Ke War Se Zanjir surKH Hone Lagi

abhishek-shukla

dar-e-Khayal Bhi Kholen Siyah Shab Bhi Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet