• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jitna Koi Tujhse Yar Hoga

Jitna Koi Tujhse Yar Hoga

poet

jitna koi tujh se yaar hoga

utna hi kharab o khvar hoga

har roz ho roz-e-id to bhi

tu mujh se na ham-kanar hoga

bas dil itna tadap na chup rah

tujh ko bhi kahin qarar hoga

dekhe jo koi chaman men tujh ko

gul us ki nazar men khaar hoga

shikve men ho jis ke khuun ki bu

tera hi vo dil-figar hoga

naseh na ho girya se jo maane

mera vahi gham-gusar hoga

ja yaar shitab ‘soz’ se mil

tera use intizar hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Zarurat Hai to Phir Isko Zarurat Se Na Dekh

Jo Dua Thi Wo Be-Asar Thahri

Fani Kahan Hai Hasti-E-Fani Ka Shor Bhi

parveen-shakir

Gawahi Kaise Tutti Muamla Khuda Ka Tha

Aaina Dekhta Hua Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet