• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jism Mein KHun Ki Rawani Ka Maza Aaega

Jism Mein KHun Ki Rawani Ka Maza Aaega

jism men ḳhuun ki ravani ka maza aa.ega

ishq hote hi javani ka maza aa.ega

josh guftar men kuchh aur baḌha lo apne

tab hi kuchh sho.ala-bayani ka maza aa.ega

aaj ham donon naha.enge baḌi shiddat se

aaj barsat ke paani ka maza aa.ega

barishen vaqt pe kheton ko hara kar den to

sab kisanon ko kisani ka maza aa.ega

aaj to muuD hai mahfil bhi hai ‘mohsin’-sahab

aaj angur ke paani ka maza aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Dagh Hai Ishq-E-Dil-Nashin Ka Jo Dil-Nashin Hain Dil-E-Hazin Ka

poet

Main Chup Rahun To Goya Ranj-O-Gham-E-Nihan Hun

Kahan Zamin Ke Zaif Zine Pe Chal Rahi Hai

poet

Ye Naqsh Aisa Nahin Hai Jise miTaun Main

shaista-mufti

Kanch Ki Gudiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet