• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jise Ishq Ka Tir Kari Lage

Jise Ishq Ka Tir Kari Lage

wali-mohammad-wali

jise ishq ka tiir kaari lage

use zindagi kyuun na bhari lage

na chhode mohabbat dam-e-marg tak

jise yar-e-jani suun yaari lage

na hove use jag men hargiz qarar

jise ishq ki be-qarari lage

har ik vaqt mujh ashiq-e-pak kuun

pyare tiri baat pyari lage

‘vali’ kuun kahe tu agar yak bachan

raqiban ke dil men katari lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ko Halak-E-Jalwa-E-Jaanan Banaiye

Kyon KHafa Rashk-E-Hur Hota Hai

Jis Ko Dekho Ehtisab-E-Zist Se Ghafil Hai Aaj

KHayal-O-KHwab Ke Dariya Ke Par Asar Bhi Gae

Ye Duniya Aani-Jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet