• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jina Hai Khub Auron Ki Khatir Jiya Karo

Jina Hai Khub Auron Ki Khatir Jiya Karo

bilqis-zafirul-hasan

jiina hai khuub auron ki khatir jiya karo

ik-adh saans khud bhi to lete raha karo

kya harj hai jo dil ki bhi sun lo kabhi kabhi

yuun apne aap se na hamesha lada karo

ye bar-e-zist jhelte rahna hai umr-bhar

apni thakan pe tik ke kabhi so liya karo

hai bas-ki khaak udane ki avargi ko kho

rakht-e-safar men ghar ko bhi bandhe phira karo

afi bhi so rahe hain chameli ki chhanv men

nau-varid-e-chaman ho sambhal kar chala karo

kitna kaha tha tum se ki mat khelo aag se

ab jo sulag padi hai to chupke jala karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aise KHud Par Yahan KHudai Ki

poet

Ghamza-E-Chashm Sharmsar Kahan

firaq-gorakhpuri

Jab Raat Gae Suhag Karti Hai Nigah

poet

Bar-Sar-E-Lutf Aaj Chashm-E-dil-Ruba Thi Main Na Tha

abdul-ahad-saaz

dam-e-Wapsin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet