• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jin Ke Footpath Pe Ghar Panw Mein Chhaale Honge

Jin Ke Footpath Pe Ghar Panw Mein Chhaale Honge

jin ke fōtpath pe ghar paanv men chhale honge

un ke zehnon men na masjid na shivale honge

bhuke bachchon ki umiden na shikasta ho jaa.en

maan ne kuchh ashk bhi paani men ubale honge

tere lashkar men koi ho to bula le us ko

mera da.ava hai ki is samt jiyale honge

jang par jaate hue beTe ki maan se puchho

kaise jazbat ke tufan sanbhale honge

sajda-e-haq ke liye sina-sipar the ghazi

aise duniya men kahan chahne vaale honge

kuchh na sahil pe milega ki ‘shifa’ us ne to

durr-e-yakta ke liye bahr khangale honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Lutf-Saman Itab-E-Yar Bhi Hai

Raegan Ishq Ka Anjam Kahan Hota Hai

parveen-fana-syed

Kahan Ja Rahi Ho?

poet

zaKHm Khate Hain Ji Jalate Hain

munawwar-rana

Mukhtasar Hote Hue Bhi Zindagi Badh Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet