• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ji Chaha Jidhar Chhod diya Tir Ada Ko

Ji Chaha Jidhar Chhod diya Tir Ada Ko

poet

ji chaha jidhar chhod diya tiir ada ko

chutki men udaae hue phirte hain qaza ko

sajdon ka bhi mauqaa na raha ahl-e-vafa ko

phir phir ke mitate hain vo naqsh-e-kaf-e-pa ko

jab paate hain sar dhunte hi paate hain ‘rasa’ ko

samjhae kahan tak koi is mard-e-khuda ko

yuun ham ne chhupai hai tire vasl ki hasrat

jis tarah chhupata hai khata-var khata ko

ab chhod ‘rasa’ ishq-e-butan dekh kaha maan

kambakht tujhe munh bhi dikhana hai khuda ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Sae Se Har Lahza Kisi Samt Rawan Hain

MULLA JAMI

Guftam Ki Jami Ma-Sho Andesha-Nak

aatish-indori

Kash Main Tujh Sa Bewafa Hota

poet

Bujhe Bujhe Hue Dagh-E-Jigar Ki Baat Na Kar

najm-aafandi

Muskurahaten Sikhen Qahr Ki Nigahon Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet