• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jate Hue Nigah Idhar Kar Ke Dekh Lo

Jate Hue Nigah Idhar Kar Ke Dekh Lo

jaate hue nigah idhar kar ke dekh lo

ham log phir kahan hamen ji-bhar ke dekh lo

deta hai ab yahi dil-e-shorida mashvara

jiine se tang ho to miyan mar ke dekh lo

rahne ka dasht men bhi saliqa nahin gaya

yaan bhi qarine saare mire ghar ke dekh lo

shahan-e-kaj-kulah zamin-bos ho ga.e

tevar magar vahi hain mire sar ke dekh lo

sajde men do-jahan hain ai ‘dil’ hamare saath

rutbe ye astan qalandar ke dekh lo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

agha-shayar-qazalbash

Lakh Lakh Ehsan Jis Ne dard Paida Kar diya

Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul

akhtar-shirani

Kis Ko dekha Hai Ye Hua Kya Hai

etibar-sajid

Ye Thik Hai Ki Bahut Wahshaten Bhi Thik Nahin

Sufi

Mera Badan Hai Magar Mujhse Ajnabi Hai Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet