• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jate Ho Tum Jo Ruth Ke Jate Hain Ji Se Hum

Jate Ho Tum Jo Ruth Ke Jate Hain Ji Se Hum

poet

jaate ho tum jo ruuth ke jaate hain ji se ham

tum kya khafa ho khud hain khafa zindagi se ham

kuchh aise bad-havas hain dil ki lagi se ham

kahte hain muddaa-e-dil muddai se ham

be-zar ho chuke hain bahut dil-lagi se ham

bas ho to umr bhar na milen ab kisi se ham

ye jante to shikve na karte raqib ke

kahte hain teri zid se milenge usi se ham

mujrim hai kaun donon men insaf kijiye

chhup chhup ke aap milte hain ya muddai se ham

ham aur chaah ghair ki allah se daro

milte hain tum se bhi to tumhari khushi se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Haare Hue Logon Ki Kahani Ki Tarah Hain

muneer-niyazi

Khwab-O-Khayal-E-Gul Se Kidhar Jae Aadmi

narjis-afroz-zaidi

Imtihan Lene Chala Hai Meri Binai Ka

Chand Tinke the Jo Anjum Aashiyane Ke Liye

Libas-E-KHak Sahi Par Kahin Zarur Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet