• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Na dil Ko Sukun Hai Na Hai Qarar Mujhe

Jahan Na dil Ko Sukun Hai Na Hai Qarar Mujhe

ajiz-matvi

jahan na dil ko sukun hai na hai qarar mujhe

ye kis maqam pe le aai yad-e-yar mujhe

ye baat sach hai main barg-e-ḳhizan-rasida huun

magar salam kiya karti hai bahar mujhe

sitam ye hai vo kabhi bhuul kar nahin aaya

tamam umr raha jis ka intizar mujhe

bas apne-ap sanvarna bhi koi baat hui

tu apni zulf ki surat kabhi sanvar mujhe

abas hai dosto tashrih-e-vada-e-farda

ab is ka zikr bhi hota hai nagavar mujhe

tamam umr jhulasta raha main sahra men

kahin shajar nazar aaya na saya-dar mujhe

bahar-e-nau ye haqiqat hai ya fareb-e-nigah

libas-e-gul nazar aata hai taar taar mujhe

gunah jis se na sarzad hua ho ai ‘ajiz’

usi ko haq hai vo kah de gunahgar mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Tu Ho Pas To dekhun Bahaar Aankhon Se

Sara-E-Shar Mein Rahna paD Raha Hai

Ek Rahne Se Yahan Wo Mawara Kaise Hua

Zamin Se uTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain

maKHfi Hain Abhi Dirham-O-Dinar Hamare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet