• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Tere Lahje Mein Thakan Bol Rahi Hai

Jab Se Tere Lahje Mein Thakan Bol Rahi Hai

jab se tire lahje men thakan bol rahi hai

dil men mire suraj ki jalan bol rahi hai

kyuun dal ke dhaḌakne ki sada ho ga.i maddham

lagta hai ki sanson men thakan bol rahi hai

kahti hai ki in.aam hai ye dar-ba-dari ka

paanv men jo kanTon ki chubhan bol rahi hai

muddat se lahu-rang hai ashkon ki ravani

zaḳhmon men zamane ki dukhan bol rahi hai

ab duur nahin khil ke bikhar jaane ka mausam

phulon se ye ḳhushbu-e-chaman bol rahi hai

aa ja.ega vo jis se hai milne ki tamanna

‘mina’ ye tire dil ki lagan bol rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

yasmeen-hameed

Wo Lamha Kaisa Hota Hai

poet

Kyun Mera Haal Qissa-Khwan Se Suno

Saat-E-Zer-O-Zabar Ke Darmiyan Koi to Hai

afroz-rizvi

Aaine Se Tumhaari Nazar der Se Mili

Nazar Mila Na Sake Us Se Is Nigah Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet