• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Qarib Ho Ke Chale Zindagi Se Hum

Jab Se Qarib Ho Ke Chale Zindagi Se Hum

nida-fazli

jab se qarib ho ke chale zindagi se ham

khud apne aaine ko lage ajnabi se ham

kuchh duur chal ke raste sab ek se lage

milne gae kisi se mil aae kisi se ham

achchhe bure ke farq ne basti ujaad di

majbur ho ke milne lage har kisi se ham

shaista mahfilon ki fazaon men zahr tha

zinda bache hain zehn ki avargi se ham

achchhi bhali thi duniya guzare ke vaste

uljhe hue hain apni hi khud-agahi se ham

jangal men duur tak koi dushman na koi dost

manus ho chale hain magar bambai se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Isi Mamure Mein Kuchh Aise Hain Saudai Bhi

aabid-umar

Baad Marne Ke Koi Bosa-E-Rukhsat dega

neel-ahmed

Chand Jaisa Ishq

poet

Hain Wasl Mein Shokhi Se Paband-E-Haya Aankhen

adil-mansuri

Na Koi Rok Saka Khwab Ke Safiron Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet