• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Mere Raqib Ka Rasta Badal Gaya

Jab Se Mere Raqib Ka Rasta Badal Gaya

jab se mire raqib ka rasta badal gaya

tab se mire nasib ka naqsha badal gaya

shirin tha kitna aap ka andaz-e-guftugu

do-char sikke aate hi lahja badal gaya

kis ki zaban se mujhe dekho ḳhabar mujhe

kaise mire harif ka chehra badal gaya

un ke badalne ka mujhe afsos kuchh nahin

afsos ye hai apna hi saaya badal gaya

jab se baḌon ki ghar se hukumat chali ga.i

jannat-numa makan ka naqsha badal gaya

rahon ki ḳhaak chhanta phirta huun aaj tak

rahbar badal gaya kabhi rasta badal gaya

kahta hai us ke jaane se kuchh bhi nahin hua

‘mahtab’ jabki dil ka vo Dhancha badal gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bushra-ejaz

Unhen dhundo

abdul-hamid-adam

Bahut Se Logon Ko Gham Ne Jila Ke Mar diya

poet

In Zalimon Ko Jaur Siwa Kaam Hi Nahin

Kahin Salib Kahin Karbala Nazar Aae

poet

Bahaaren Aur Wo Rangin Nazare Yaad Aate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet