• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Jab Se Asir-E-Zulf-E-Girah-Gir Ho Gaya

Jab Se Asir-E-Zulf-E-Girah-Gir Ho Gaya

qateel-shifai

jab se asir-e-zulf-e-girah-gir ho gaya

men be-niyaz-e-halqa-e-zanjir ho gaya

jaata kahan bhala tiri mahfil ko chhod kar

main apne aap paanv ki zanjir ho gaya

nur-e-jahan koi na koi yuun to sab ki thi

daulat se ek shakhs jahangir ho gaya

mujh men rachi hui tiri khushbu thi is liye

badh kar adu bhi mujh se baghal-gir ho gaya

phir bandh li kisi se ummid-e-vafa ‘qatil’

phir ik mahal havaon men taamir ho gaya

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zabt-E-Gham Par Zawal Kyon Aaya

ahmad-nadeem-qasmi

Ehsas Mein Phul Khil Rahe Hain

Kis Samt Ja Raha Hai Zamana Kaha Na Jae

Junun Hai Zehn Mein to Hausle Talash Karo

Har Baat Yahan Baat baDhane Ke Liye Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet