• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab khanDar Haweli Ke Kan Mein Sada Dali

Jab khanDar Haweli Ke Kan Mein Sada Dali

jab khanDar haveli ke kaan men sada Daali

us ne to sadaon ki gard mujh pe la Daali

qafile se kya bichhḌe dekh ra.igani ab

manzilon pe jaane ki soch bhi ganva Daali

ḳhauf ka jo dariya tha paar kar nahin paa.e

ḳhvahishon ki shahzadi bas vahin baha Daali

tirgi ke galon par pyaar se diya bosa

raushni ki ḳhvahish thi raushni bana Daali

dil ke is ilaqe men gulsitan ki hajat hai

phuul main banata huun tu bana ke la Daali

bad-guman logon ko bolne pe uksaya

habs ke samundar men ya.ani kuchh hava Daali

muntazir rahe ‘shahid’ kuchh bhi ho nahin paaya

raat din ke phere men zindagi miTa Daali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Samt Raushni Thi Jidhar Bhi Nazar uThi

Mere Wajud Ko Pamal Karna Chahta Hai

Is Ka Nahin Hai Gham Koi, Jaan Se Agar Guzar Gae

Wae Qismat Ki Qarib Usne Na Aana Chaha

Ghalat Sab Dalilen Ghalat Sab Hawale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet