• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Ghar Ki Chhat Par Jaen Naz dikhane Aa Jate Hain

Jab Bhi Ghar Ki Chhat Par Jaen Naz dikhane Aa Jate Hain

muneer-niyazi

jab bhi ghar ki chhat par jaaen naaz dikhane aa jaate hain

kaise kaise log hamare ji ko jalane aa jaate hain

din bhar jo suraj ke dar se galiyon men chhup rahte hain

shaam aate hi ankhon men vo rang purane aa jaate hain

jin logon ne un ki talab men sahraon ki dhuul udaai

ab ye hasin un ki qabron par phuul chadhane aa jaate hain

kaun sa vo jaadu hai jis se gham ki andheri sard gupha men

laakh nisai saans dilon ke rog mitane aa jaate hain

ze ke reshmi rumalon ko kis kis ki nazron se chhupaen

kaise hain vo log jinhen ye raaz chhupane aa jaate hain

ham bhi ‘munir’ ab duniya-dari kar ke vaqt guzarenge

hote hote jiine ke bhi laakh bahane aa jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Naqd-E-Dil Hai Ki Gareban Ke Har Tar Mein Hai

Ibtida-E-Ishq Hai Lutf-E-Shabab Aane Ko Hai

poet

Falak Ki Gardishen Aisi Nahin Jin Mein Qadam Thahre

akbar-allahabadi

Lutf Chaho Ek But-E-Nau-Khez Ko Raazi Karo

Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet