• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Isi KHatir to Uski Aarti Humne Utari Hai

Isi KHatir to Uski Aarti Humne Utari Hai

isi ḳhatir to us ki aarti ham ne utari hai

ghazal bhi maan hai aur us ki bhi sheron ki savari hai

mohabbat dharm hai ham sha.iron ka dil pujari hai

abhi firqa-paraston pe hamari nasl bhari hai

sitare chand suraj phuul jugnu saath hain har-dam

koi sarhad nahin aisi ajab duniya hamari hai

vo dil ke dard ki ḳhushbu ka aalam hai ki mat puchho

tumhari yaad men ye umr jannat men guzari hai

ye duniya kya sudharegi hamen ham to hain divane

hamin logon ne ab tak aql duniya ki sudhari hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kya Hua Tumhein Lafzon Se Mat Khane Lage

akbar-hameedi

Harif-e-Gardish-e-Ayyam To Bane Hue Hain

Na Sani Jab Mazaq-E-Husn Ko Apna Nazar Aaya

Yun Dil-E-Diwana Ko Aksar Saza Deta Hun Main

poet

Darpan Diya Hun Dil Ka Main Us Dilruba Ke Hath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet